Send Free SMS anywhere in Pakistan

Jurm e Muhabbat ke Saza


Un K Sitam Un Ki Jafa Yaad Karen Ge, Hum Jurm-e-Muhabbat Ki Saza Yaad Karen Ge, Mai Ne Dam-e-Rukhsat Jo Kaha BhoOl Na Jana, Ye Sun K Ruke Or Kaha Yaad Karen Ge,

Ab Sirf Tasalli Ka Takalluf Na Karen Wo, Jo Dil Se Bhula Bethe Hain Kya Yaad Karen Ge.? Hum BhoOl K Ab Naam Bhi Na Len Ge Wafa Ka, Wo ChOt Lagi Hai K Sada Yaad Karen Ge………!!